Learnings from Ashtavakra Maha Geeta, Osho & Premanad Ji Maharaj
Conclusion - Ashtavakra ne kaha ki tu sarir nhi hai tu 5 bhotik sarir bilkul nhi hai tu is se pare aatman hai jiska vinash nhi hoskta, jise na kbhi mara ja skta na kuch kiya ja skta, Osho ne kaha ki ye kya uljhano mein pade ho vasnao ki or ye duniya dari ki or ye sarir ki jisko ek na ek din jana hai or jis din khudse milan hojaega whi sach hai whi pramatman hai, Premanad ji ne kaha ki ye sarir ko dukh ho sukh ho kuch ho ye sarir janlo hmara nhi hai ye vastra ki trah hai ek din chutjaega tbtk khudko Paramatman se jod do.